All these one liners belong to one movie. Which one?
* Shaant gadadhari Bheem shaant.
* Nahi, Draupadi jaisi Sati nari ko dekhkar maine cheer haran ka idea drop kar diya hai. Jai ho, aisi Sati nari ki jai ho.
* Yeh sab kya ho raha hai?
* Bhaiya, yeh aap keh rahein hai? (drastic change of tone) Abbe sale, kehde cheer harne ko.
* Draupadi tere akele ki nahi hai. Hum sab shareholder hain.
* Magar bade bhai ke vachchan ki aagya ka palan karna hi padega
Kyun?
Abbe natak main aisa likha hai.
Palan to humne kabhi apne baap ki aagya ka nahi kiya. Tu cheez kya hai?
* Dhanush tod diya. Teen rupaye ka nuksaan kar diya. Main nahi karta natak watak. Bhaad mein jao tum sab.
* Nalayak, adharmi, durachari, vamachari, bhrasthachari, bol sorry! Apne sasur ko nahi pehchante? Main hoon Draupadi ka baap, Dhrupad.
* This is too much. Yeh Akbar kahan se aa gaya?
😉