Skip to content
A Sher A Day
Your source for daily Urdu shayari
Menu and widgets
About
The idea behind A Sher A Day.
My other ventures
My blog, My recipe Site, My company SANIsoft, My start-up Shdlr. Explore them all.
Chronicles
My diary
Swati’s Kitchen
My secret affair
Facebook
Twitter
Month:
October 2026
kahiñ be-khayaal ho kar yuñ hii chhuu liya kisi ne
ye kaun aata hai tanhaiyoñ meiñ jaam liye
vo bhii sun leñge ye kabhii na kabhii
chaand haiñ na taare haiñ aasmañ ke aañgan meiñ
zard patte meiñ koii nuqta-e-sabz
waqt hotoñ se mire vo bhii kurach kar le gaya
chup chup makaan raaste gum-sum nidhal vaqt
muyassar muft meiñ the aasmañ ke chaand taare tak
ye mulk apna hai aur is mulk kii sarkaar apnii hai
Dekhna hai kaun ab kis ka udaata hai mazaaq
vo zulm baant raha thaa badi sakhavat se
is tarah apnii khamushii gooñji
harchand a’itbaar meiñ dhoke bhii haiñ magar
ik safeena hai tiri yaad agar
tumhari fileoñ meiñ gaaoñ ka maudam gulaabi hai
ghatii badhtii roshniyoñ ne mujhe samjhaa nahiñ
muflis ke badan ko bhii hai chaadar ki zaroorat
zalimoñ apni qismat pe naazaañna ho daur badlega ye waqt kii baat hai
khamoshii jhañktii hai khidkiyoñ se
ik zamaana thaa ki sab ek jagah rahte thae
kahuñ kuchh un se magar ye khayaal hota hai
thaknaa bhii laazmii thaa kuchh kaam karte karte
bahut qareeb ho tum phir bhi mujh se kitni door
hayaat le ke chalo kayenaat le ke chalo
zindagi apnii jab is shakl se guzrii Ghalib
chalaa jaata huñ hansta-kheltaa mauj-e-havadis se
aaj ke tute khandroñ par tum kal desh basaaoge
raat aa kar guzar bhii jaati hai