bahut qareeb ho tum phir bhi mujh se kitni door

بہت قریب ہو تم پھر بھی مجھ سے کتنی دور
کہ دل کہیں ہے نظر ہے کہیں کہیں تم ہو
علی سردار جعفری –

bahut qareeb ho tum phir bhi mujh se kitni door
ki dil kahiñ hai, nazar hai kahiñ, kahiñ tum ho
– Ali Sardar Jafri

बहुत क़रीब हो तुम फिर भी मुझ से कितनी दूर
कि दिल कहीं है नज़र है कहीं कहीं तुम हो
– अली सरदार जाफ़री

Photo by Manuel Meurisse on Unsplash

so close you are, and yet somehow so far from me
with a wandering heart, meandering gaze, someplace else you seem to be

Leave a Reply