Skip to content
A Sher A Day
Your source for daily Urdu shayari
Menu and widgets
About
The idea behind A Sher A Day.
My other ventures
My blog, My recipe Site, My company SANIsoft, My start-up Shdlr. Explore them all.
Chronicles
My diary
Swati’s Kitchen
My secret affair
Facebook
Twitter
Month:
November 2024
Ye aish-o-tarab ke matwale bekaar ki baateN karte haiN
Dekhiye abr ki tarah ab ke
Un ki batoN ka zaraa sa bhii asar mat lena
Ye zulf agar khul ke bikhar jaaye to achchha
ye maal-o-daulat-e-duniya ye rishta-o-paivand
Bhula diN ham ne kitabeN ki us pari-ruu ke
Jee dhondta hai phir, wahi fursat, ki raat din
Ek ye ghar jis ghar mein mera saaz-o-saamaN rehta hai
Baqi rahi na phir wo sunehri laqeer bhi
Ham aas lagaye baithe haiN tum wa’ada kar ke bhool gaye
Chaand un aakhoN ne dekha aur hai
Mujh ko chalne do akela hai abhii mera safar
Kaise keh duN ki mulaqaat nahiN hoti hai
Tumhare hatoN meiN kuchh nahiN hai kyoN apna mazii khangalte ho
Miri hayaat hai bas raat ke andhere tak
Apne man mein doob kar paa ja suragh-e-zindagi
Aaj dil khol ke roye hain to yun khush haiN Faraz
Tera ehsaas zaraa sa tiri hastii payaab
Wafa kareNge nibaheNge baat maneNge
AawazoN ki bheed meiN itne shor-sharabe meiN
MaiN ki kaaghaz ki ek kashtii huN
Ek parinda cheekh raha tha masjid ke meenare par
Meh sadiyon se chamakta hi raha aflaak par
Sach ghate ya badhe to sach na rahe
Raat saari kisi tooti hui kashti meiN katii
Pur-sukuN lagti hain kitni jheel ke paani pe bat
Tum ne sirf chaha hai, ham ne chuu kar dekhe haiN
Is saadgi pe kaun na mar jaaye ai khuda
Ek zara sii jyot ke bal par andhiyaroN se bair
HazaroN saal guzre phir bhii jab aati hai Deewali