mulk to mulk gharoñ par bhi hai qabzaa us ka

ملک تو ملک گھروں پر بھی ہے قبضہ اس کا
اب تو گھر بھی نہیں چلتے ہیں سیاست کے بغیر
– ضیا ضمیر –

mulk to mulk gharoñ par bhi hai qabzaa us ka
ab to ghar bhii nahiñ chalte haiñ siyasat ke baghair
– Zia Zameer

मुल्क तो मुल्क घरों पर भी है क़ब्ज़ा उस का
अब तो घर भी नहीं चलते हैं सियासत के बग़ैर
– ज़िया ज़मीर

Photo by Markus Winkler on Unsplash

the entire nation is in his grip, our homes too he does not spare
now even households cannot function without politicking here

Leave a Reply