مجھے دشمن سے بھی خودداری کی امید رہتی ہے
کسی کا بھی ہو سر قدموں میں سر اچھا نہیں لگتا
– جاوید اختر
Mujhe dushman se bhi khuddari ki ummeed rahti hai
kisi ka bhi ho sar, kadmon me sar achcha nahi lagta
– Javed Akhtar
मुझे दुश्मन से भी खुद्दारी की उम्मीद रहती है
किसी का भी हो सर, कदमों में सर अच्छा नहीं लगता
– जावेद अख्तर
Meaning of:
Khuddari, खुद्दारी, خودداری: स्वाभिमान, self respect
Mujhe dushman se bhi khuddari ki ummeed rahti hai
kisi ka bhi ho sar, kadmon me sar achcha nahi lagta
– Javed Akhtar