Skip to content
A Sher A Day
Your source for daily Urdu shayari
Menu and widgets
About
The idea behind A Sher A Day.
My other ventures
My blog, My recipe Site, My company SANIsoft, My start-up Shdlr. Explore them all.
Chronicles
My diary
Swati’s Kitchen
My secret affair
Facebook
Twitter
Month:
February 2023
Be-waqt agar jauN ga sab chaunk padeN ge
Charagari beemari-e-dil ki rasm-e-shahar-e-husn nahiN
Kis se ab aarzu-e-vasl kareN
Ek raat wo gaya thaa jahaN baat rok ke
Miri be-basi mujh pe zaahir hai lekin
Tum giraane meiN lage thae tum ne sochaa hi nahiN
Yahi hai zindagi kuchh khwaab chand ummeedeN
KahiN nahiN koi sooraj dhuaN dhuaN hai faza
YahaN kisi ko koii raasta nahiN deta
Kisi ke waaste raheN kahaN badalti haiN
Safar meiN dhoop to hogi jo chal sako to chalo
Ladkiyon ke dukh ajab hote haiN sukh us se bhii ajeeb
Mire chaara-gar ko Naved ho, saf-e-dushmanoN ko khabar karo
ComputeroN se ghazleN likhenge ‘Bashir Badr’
KahaN aa ke rukne thae raaste kahaN mod tha use bhool ja
Aap ka saath saath phooloN ka
NahiN to shahar ye so jayega sadaa ke liye
Kaun mujh se poochhta hai roz itne pyaar se
Kuchh kehne pe toofan uthaa leti hai dunia
Aagahi daam-e-shunidan jis qadar chahe bichhaye
Koi samjhe to ek baat kahuN
Raat din gardish meiN haiN saat aasmaN
Suna hai raat use chaand taktaa rahta hai