Skip to content
A Sher A Day
Your source for daily Urdu shayari
Menu and widgets
About
The idea behind A Sher A Day.
My other ventures
My blog, My recipe Site, My company SANIsoft, My start-up Shdlr. Explore them all.
Chronicles
My diary
Swati’s Kitchen
My secret affair
Facebook
Twitter
Month:
May 2015
Hamari tashnalabi raaz ban ke raaz rahi
Jab kabhi unki tavajjoh mein kami paayi gayi
Ham hain mata-e-koocha-o-baazar ki tarah
Dara ke mauj-o-talatum se hamnasheenoN ko
Go sabko baham sagar-o-baad to nahiN tha
Ziqr Yusuf ka to kya keeje teri sakaar mein
Wo kaun si subaheN hain jinmein bedaar nahin afsooN tera
Gin gin ke sikke haath mera khurdura hua
Mera to ab ye aalam hai, aksar aisa hota hai
Nayi Nayi aankhe hoN to har manzar achcha lagta hai
Har taraf har jagah beshumar aadmi
Mujhe dushman se bhi khuddari ki ummeed rahti hai
Chand kaliyaN nishat ki chun kar, muddatoN mahve yaas rehta hoon
Wo mera dost hai saare jahaaN ko hai maloom
Kahin lakeeroN, kahin daayroN mein batne lagi
Jurm kya tha mera izhaar-e-tamanna ke siwa
Dost gamkhwari mein meri sai farmawenge kya
Ajeeb saniha mujh par guzar gaya yaaroN
Apni Mohabbat ke afsaane kab tak raaz banaoge
Naahaq hum majbooroN par yeh tohmat hai mukhtaari ki
Bas ke dushwar hai har kaam ka aasaN hona
Le to looN sote mein uske paaoN ka bosa magar
ChahuN to ab bhee janib-e-manzil palat chaluN