din ke sab hangaame rakhna zehnoN meiN

دن کے سب ہنگامے رکھنا ذہنوں میں
رات بہت سناٹے لے کر آتی ہے
شکیل جمالی –

din ke sab hangaame rakhna zehnoN meiN
raat bahut sannate le kar aati hai
– Shakil Jamali

दिन के सब हंगामे रखना ज़ेहनों में
रात बहुत सन्नाटे ले कर आती है
– शकील जमाली

Photo by Naqi Shahid on Unsplash

hold the hustle-bustle of daytime in your memory
the night holds within itself silences aplenty

Leave a Reply