بسکہ دشوار ہے ہر کام کا آساں ہونا
آدمی کو بھی میسر نہیں انساں ہونا
– غالب
Bas ke dushwar hai har kaam ka aasaN hona
Aadmi ko bhe mayassar nahiN insaaN hona
– Mirza Ghalib
बस के दुशवार है हर काम का आसां होना
आदमी को भी मयस्सर नहीं इंसां होना
– ग़ालिब
Meaning of:
Dushwar, दुशवार, دشوار: मुश्किल, कठिन, Difficult
Mayassar, मयस्सर, میسر: प्राप्त, Available
Bas ke dushwar hai har kaam ka aasaN hona
Aadmi ko bhe mayassar nahiN insaaN hona
– Mirza Ghalib
Mirza Ghalib
Listen to the ghazal sung by Jagjit Singh.