Skip to content
A Sher A Day
Your source for daily Urdu shayari
Menu and widgets
About
The idea behind A Sher A Day.
My other ventures
My blog, My recipe Site, My company SANIsoft, My start-up Shdlr. Explore them all.
Chronicles
My diary
Swati’s Kitchen
My secret affair
Facebook
Twitter
Month:
May 2016
Ab tez hawa kitni hi chale, ab garm faza kitni hi rahe
Milne ko to mil jaaye magar lega bhala kaun
Har aadmi mein hote hain das bees aadmi
Muskura kar daal di rukh par naqaab
Yahan bhee libaas ki keemat hai, aadmi ki nahi
Dahar mein "Majhrooh" koi javedaN mazmooN kahan
Na gul khile, na un se mile na mai pee hai
Rone se aur ishq mein bebaak ho gaye
Aisa na ho ki kabhi ki palat kar na aa sakuN
Chirag ghar ka ho, mehfil ka ho ki mandir ka
Rafta rafta yahi zindaN mein badal jaate hain
Phir baithe baithe vada-e-wasl usne kar diya
Ta ki tujh par khule aijaz e hawa e saikal
Ishrat-e-qatra hai dariya mein fana ho jaana
Amir-zadoN se dilli ke mat mila kar mir
Apne chehre se jo zahir hai chhupayeN kaise
Ghar sajane ka tassavur to bohut baad ka hai
Main nazar bhar ke tere jism ko jab dekhta hoon
Ab to sab mit bhee gaye hain teri yaadoN ke nukoosh
Samjh ke karte hain baazar mein wo pursish-e-haal
Laag ho to usko ham samjheN lagav
Na suno gar bura kahe koi
Jab tavaqqo hi uth gayi ghalib
Baaraha dekhi hain un ki ranjisheN
Kab mera nasheman ahl-e-chaman gulshan mein gawaara karte hain