main swati tum chatak
I wrote this sometime in 1986
All of 18, I was envisioning a future - a dream that I wanted to live.
A dream that came true for me
::

Main jyoti, tum ujiyara
main nabh prateek, tum sooraj ho
main saurabh, tum ho suwas
main hoon prarthana, tum bane shivi
main prakriti nishchal, tum ujjwal manav
main purna, tum ho sampurna
main sarita kalkal, tum bane sagar sam
bahti bahti pawan hoon main, tum mand hawa ka jonka ho
main gati tum ho tharav
main hoon nabh tum brmhand ho
main prena tum kalpana
main boond bani pyase tum
main swati tum chatak