Uske farmaan bhee sab bhool chuke hain lekin


اُس کے فرمان بھی سب بھول چکے ہیں لیکن
محوِ حیرت ہوں کہ چرچے بھی ہیں گھر گھر اُس کے
– اوم پرکاش راحت

Uske farmaan bhee sab bhool chuke hain lekin
mahve-hairat hoon ki charche bhee hain ghar ghar uske
– OmPrakash Rahat

उसके फ़रमान भी सब भूल चुके हैं लेकिन
महवे हैरत हूँ कि चर्चे भी हैं घर घर उसके
– ओम प्रकाश राहत

Meaning of:

Farmaan, फ़रमान, فرمان: आज्ञा, Comands, Order
Mahve-hairat, महवे-हैरत, محوِ حیرت: अचंभित, Astounded

Flickr

One thought on “Uske farmaan bhee sab bhool chuke hain lekin”

Leave a Reply